Deewangi OST Lyrics in Urdu and Roman Urdu
دیوانگی
Pehle Tha Churaya Jo.
Ghar Tha Phir Banaya Jo.
Dil Wohi Kyun Toor Bhi Diya Hai.
Dard Yeh Uthaya Jo Mushkilon Se Paya Jo.
Phir Ossi Ko Chor Bhi Diya Hai.
Laga Galay Juda Kiya.
Tu Yeh Bata Thi Kaisi Yeh Dewangi.
Oh Be Wafa Teri Dewangi.
Aansoon Mein Gham Mila Ke.
Tum Ko Mera Dil Dukha Ke.
Kiya Mila Hai Yeh Bata Mujhe.
Yeh Narazgi Kaisay Dil Se Mere Jayegi.
Teri Baat Be Asar Lagi.
Pehli Barish Ke Jaisay Kitna Yeh Rulaye Gi.
Jane Kis Ki Hai Nazar Lagi.
Oh Be Wafa Teri Dewangi.
Mein Youn Khafa Tu Nahi.
Magar Gila Hai Mujhe.
Kyun Be Wafa Se Koi Wafa Karey.
Rakha Howa Qaid Mein Hai Oss Ke Man Mein Kahin.
Ossay Kaho Dil Mera Raha Karey.
Apna Bana Kiya Fana.
Tu Yeh Bata Thi Kaisi Yeh Dewangi.
Oh Be Wafa Teri Dewangi.
Hai Hosla Dard Ka.
Jo Seh Raha Hai Mujhe.
Ke Mere Gham Ki Bhi Inteha Hoi.
Tere Bana Guzar Ke Jeein Gaye Kaisay Bhala.
Yeh Zindagi Tu Be Wajah Hoi.
Kyun Iss Qadar Rula Diya.
Tu Hi Bata Yeh Kaisi Yeh Dewangi.
Oh Be Wafa Teri Dewangi.
Na Rooh Thi Jism Mein.
Na Aankh Mein Khuwab They.
Jo Mar Chuka Hai Ossi Ko Mar De.
Teri Wafa Matlabi Nazar Mila Kar Mujhe.
Tu Apni Garz Ke Joye Mein Haar De.
Jala Ke Dil Bhuja Diya.
Tu Yeh Bata Thi Kaisi Yeh Dewangi.
Oh Be Wafa Teri Dewangi.
Poet: :Sahir Ali Bagga:
Composition: :Sahir Ali Bagga:
Singer: :Sahir Ali Bagga:
Written by: Sadia Akhtar
Directed by: Zeeshan Ahmed
Produced by: Abdullah Kadwani
D.O.P:
Channel: Geo Entertainment
Cast and Character Details:
Danish Taimoor as Sultan[6]
Hiba Bukhari as Nageen
Zoya Nasir as Narmeen
Ismat Zaidi as Bi Jaan, Narmeen's and Sultan's grandmother
Mehmood Aslam as Durrani
Ali Abbas
Parveen Akbar
Humera Bano
Nida Mumtaz as Narmeen's mother
Noor Ul Hasan as Nageen's brother-in-law
Aiza Awan
god Nice
ReplyDelete