Skip to main content

Jalan OST Lyrics in Urdu and Roman Urdu

Jalan OST Lyrics in Urdu and Roman Urdu

Jalan OST Lyrics in Urdu and Roman Urdu

جلن

Bholney Ki Koshish Karna Lekin Bhool Na Pana.
Lamha Lamha Soch Ke Khud Ko Jee Bhar Ke Pachtana.
Marziyaan Karta Hai Yeh Dil Iss Ko Kiya Samjhana.
Yaad Yaad Yaad Teri Naal Naal Rehna.
Dil Ne Waar Waar Sochaan Da Azab Sehna.

Chor Ke Apne Aap Ko Pehle Khud Ko Tum Kar Baithay.
Dil Ne Kaisa Zulm Kiya Hai Dharkan Gum Kar Baithay.
Jane Wala Rook Le Koi.
Bheegi Kitni Dekh Na Paya Aankhein Baad Mein Roein.
Galtiyaan Karta Hai Yeh Dil Iss Ne Khoob Rolana.

Tanha Baithay Soch Rahe Hain Door Hoye Tum Kaisay.
Khud Hi Main Ne Dil Ko Apne Aag Laga Di Jaisay.
Wapis Bichra La De Koi.
Lagta Hai Jo Aaj Paraya Yaar Mana De Koi.
Arziyaan Karta Hai Yeh Dil Iss Ko Na Satana.

Poet:        :Imran Raza:
Composition:    :Naveed Nashad:
Singer:        :Rahat Fateh Ali Khan:

Written by:     Sidra Sehar Imran
Directed by:     Aabis Raza
Produced by:     Fahad Mustafa and Dr. Ali Kazmis
D.O.P:        
Channel:        ARY Digital

Cast and Character Details:
Minal Khan as Nisha
Areeba Habib as Misha
Emmad Irfani as Asfandyar
Fahad Sheikh as Ahmer
Sajida Syed as Sajeela
Hajra Yamin ad Ramsha
Syed Mohammad Ahmed
Maira Khan as Humaira

https://lyricswriteup.blogspot.com

Comments

Advertise

Popular posts from this blog

Mere Paas Tum Ho OST Lyrics in Urdu and Roman Urdu

Download Lyrics Mere Paas Tum Ho Lyrics in Urdu and Roman Urdu میرے پاس تُم ہو Bhool Jane Ka Hunar Mujh Ko Sikhate Jao. Ja Rahe Ho Tu Sabhi Naqsh Mitatay Jao. Chalo Rasman Hi Sahi Mur Ke Mujhe Dekh Tu Lo. Torte Torte Taluq Ko Nibhate Jao. Kabhi Kabhi Yeh Mujhe Sataye. Kabhi Kabhi Yeh Rulaye. Faqat Mere Dil Se Utar Jaiye Ga. Bicharna Mubarak Bichar Jaiye Ga. Kabhi Kabhi Yeh Mujhe Sataye. Kabhi Kabhi Yeh Rulaye. Main Samjha Tha Tum Ho Tu Kya Our Mangon? Meri Zindagi Mein Meri Aas Tum Ko. Yeh Dunya Nahi Hai Mere Paas Tu Kya. Mera Yeh Bharam Tha Mere Paas Tum Ho. Magar Tum Se Seekha. Muhabbat Bhi Ho Tu Daga Kijiye Ga. Mukar Jaiye Ga. Tera Hath Kal Tak Mere Hath Mein Tha. Tera Dil Dharakta Tha Dil Mein Hamare. Yeh Makhmoor Aankhein Jo Badli Hoi Hain. Kabhi Hum Ne In Ke Hain Sadqay Utaray. Kahin Ab Mulaqaat Ho Jaye Hum Se. Bacha Kar Nazar Ko Guzar Jaiye Ga. Jeena Hai Tere Bina Jeena Hai. Tere Bina Jeena Hai A

Ya Rab Dil e Muslim Ko Woh Zinda Tamanna De Lyrics in Urdu and Roman Urdu

Download Lyrics   Ya Rab Dil e Muslim Ko Woh Zinda Tamanna De Lyrics in Urdu and Roman Urdu یارب دِلِ مسلم کو وہ زندہ تمنا دے Jo Qalb Ko Garma De Jo Rooh Ko Tarpa De. Phir Wadi-e-Faraan Ke Har Zarray Ko Chamka De. Phir Shoq-e-Tamasha De Phir Zooq-e-Taqaza De. Mehroom-e-Tamasha Ko Phir Deedah-e-Bina De. Dekha Hai Jo Kuch Main Ne Ouron Ko Bhi Dikhla De. Bhatkay Hoye Aaho Ko Phir Soye Haram Le Chal. Iss Shehar Ke Khogar Ko Phir Wosat-e-Sehra De. Paida Dil-e-Veraan Mein Phir Shorash-e-Mehshar Kar. Iss Mehmil-e-Khali Ko Phir Shahid-e-Laila De. Iss Door Ki Zulmat Mein Har Qalb-e-Pareshaan Ko. Woh Daag-e-Muhabbat De Jo Chand Ko Sharma De. Rifat Mein Maqasad Ko Humdosh-e-Suriya Kar. Khuddari-e-Sahil De Aazadi-e-Darya De. Be Laus Muhabbat Ho Be Baak Sadaqat Ho. Seeno Mein Ujala Kar Dil-e-Sorat Meena De. Ahsas Inayat Kar Aasaar Musibat Ka. Amroz Ki Shorash Mein Andesha-e-Farda De. Main Bulbul-e-Nalaan Hoon Ik Ujray Gulistaan Ka. Taseer Ka Sail Hoon Muhtaj Ko Data De. Poet:        :Allama Dr Muh

Tajdar-e-Haram Lyrics In Urdu Atif Aslam - Sabri Brothers Amjad Sabri

Download Lyrics  Tajdar-e-Haram Lyrics In Urdu Atif Aslam - Sabri Brothers Amjad Sabri. تاجدارِ حرم ہو نگاہِ کرم Qismat Mein Meri Chain Se Jeena Likh De. Dobay Na Kabhi Mera Safena Likh De. Janat Bhi Gawara Hai Magar Mere Liye. Aye Katib-e-Taqdeer Madina Likh De. Tajdar-e-Haram Ho Nigah-e-Karam. Hum Gareebon Ke Din Bhi Sanwar Jaein Gay. Hami-e-Be Kasaan Kiya Kahey Ga Jahan. Aap Ke Dar Se Khali Agar Jaein Gay. Koi Apna Nahi Gham Ke Marey Hain Hum. Aap Ke Dar Pe Faryad Laye Hain Hum. Ho Nigah-e-Karam Warna Chokhat Pe Hum. Aap Ka Naam Le Le Ke Mar Jaein Gay. Kya Tum Se Kahon Aye Rab Ke Kunwar Tum Janat Ho Man Ki Batiyaan. Dar Furqat-e-Tu Aye Ummi Laqab Katay Na Katti Ab Ratiyaan. Tori Pareet Mein Sudh Budh Sab Basri Kab Tak Rahe Gi Yeh Be Khabri. Ga Hai Bafigan Daz Deedah Nazar Kabhi Sun Bhi Tu Lo Hamari Batiyaan. Aap Ke Dar Se Koi Na Khali Gaya. Apne Daman Ko Bhar Ke Sawali Gaya. Oh Habib-e-Hazeen Par Bhi Aaqa Nazar. Warna Oraq-e-Hasti Bikhar Jaein Gay. May Kasho Aao Aao Madine Chalein.